35 Boy seeking Rishta for Polygamy, married with 3 kids, Main shadi karna chahta hoon aur is maqsad ke liye yeh darkhwast pesh kar raha hoon. Meri khwahish hai ke main ba-izzat aur zimmedar tareeqay se azdawaji zindagi ka aghaaz karoon. Main wada karta hoon ke shadi ke baad apni tamam khandaani aur ikhlaqi zimmedariyan imaandari se nibhaoon ga.
Meharbani farma kar meri darkhwast par ghour farma kar manzoori ata farmain.